5 Best eBook Reader Apps for Android 2016
kitabe samaj ka aina hoti hai lekin dheere dheere ebooks ki bikri me kami dekhne ko mili hai wo isliye kyonki ebooks ap aapke smartphone par hi read ki ja skti hai isliye aaj ham leke aaye hai top best 5 android ebooks apps wese log aaj kal kitaben smartphone par hi padte hai isliye hamne socha ki apne readers ke liye kyon na ebooks apps ke baare me bataya jaye
digital books reading ki suruat sabse pehle e-reader se huyi thi iska iska credit kindle nook or kobo jese e-reader gadgets ko jata hai is time tak to root phone to aa hi chuke the par unke screen par books ko aasani se nahi pada ja skta tha lekin jese hi smartphone ke screen bade huye wese hi unke Regulation bhi better hote gaye
ab to books ko jis date par launch kiya data hai usi din unke ebooks bhi store par uplabhd ho jate hai iske alawa internet par free ebooks ka khajan hai Jo bhi chaho Google search karke pa skte ho
best ebook reader for android free download 2016
Aldiko Book Reader bahut hi simple or clean android eBook reader app hai jisme aap epab PDF or adobel dram incripted e-books files use kar payenge shandar baat ye hai ki ye kai costumizetion option ke sath aata hai ye app Google play store me free me uplabhd hai iska ek premium version bhi hai Aldiko Book Reader premium ka price hai 229 rs isko install karne par aap padne ke sath sath notes bhi add kar skte hai
Aldiko Book Reader yaha se download kare
2) Kindle app
aapne amazone ke kindle gadget ke baare me to suna hi hoga isee name se ek android app bhi hai ye app multi platform sink features se less hai kindle app par aap iske store me uplabhd books ko hi pad payenge inmese kuch books free mil jati hai jabki jadatar books ke liye paiszze dene padte hai kindle ne Indian users ke liye ek kindle unlimited package bhi nikala hai iske liye aapko per month 199 rs dene padengeKindle app yaha se download kare
3) Google play books
Google ki help se aap ebooks khoj hi skte hai or unhe apne android hand set par par Google play books app or upload karke pad skte hai pehle Google play books ko itna pasand nahi kiya jata tha lekin Google ne apne ebooks reading me kafi kuch sudhar kiya hai ye har android handset me pehle se install hota hai app ka book store bhi shandar hai agar aapke pass pehle se epb or PDF files mojood hai to ghabrane ki baat nahi hai aap unhe Google play books par upload karke use kar sakenge is app me bhi is app me bhi aapko kai sare option milte hai jese fount size, night mode, or brightness much more4) moon+ reader
moon + reader app bhi kabhi best and popular app hai khas kar is me interface ki bjah se Customization ke kai option diye gaye hai is app ka apna book store to nahi hai lekin aap fount style or size apne aap se set kar skte hai background spesing, paging mode, autoscroll, or kai or shandar features is app ka hissa hai ye free me download kiya ja skta hai halanki iska pro version karib 332 rs me milta hai agar aap pehle se kai ebooks mojood hai to is app ko download karke padna shuru kar de yakeen maniye aap inarash nahi honge bhale hi is app ka apna koi bookstore na homoon+ reader ko yaha se download kare
5) Kobo Books
kobo e-book app bbhi majhedadar app hai ye kuch kuch kindel app jesa hai ye bhi multi platform sink features ke sath aata hai agar aapke pass kobo reader hai to kobo app hi help se dusre platform se books read karna barkarar rahega kobo books me bhi shandar books store hai yaha se aap apni pasand ki books pa skte haikobo books app yaha se download kare
iske alawa aapko fb reader universial book reader or bhi istemal kar skte hai har app ki apni apni khasiyat hai or kuch kamiya bhi bhi aap apni subhidha or pasand anushar koi bhi ek e-books reader app ko chun skte hai
I hope aapke liye ye top best 5 e-books reader apps ki post helpful and useful rahi hogi agar aapke man pasand eBook app yaha reh gaya ho to name comments me jarur bataye taki ham update karke use bhi add kar sake
This post have 2 comments
nice
ReplyTry Infinity Reader from Google Play
ReplyThe reader supports audio, video, scripts and all EPUB3 features.It comes with a free book, which contains youtube video and you can download a lot of free books directly from the reader
EmoticonEmoticon