gmail par kisi ko block karne ka tarika ( How to Block Someone on Gmail)
jadatar log gmail ko pasand karte hai ya fir uski service ka use to jarur hi karte honge lekin ye kahin se poora nahi hai aap isme facebook ki trah ek click me kisi kisiko block nahi kar skte isliye aaj ham yaha batane wale hai ki kis trah ham kisi ko gmail par block kar skte hai.(How to Block Someone on Gmail) agar aapko kisi ek website ya email se bahut jyada emails aa rahe hai to aap in mails ko inbox me aane se rok skte hai
agar aapne ye soch liya hai ki aapko khas email I'd se koi mail nahi chahiye to aap filter set up karke in mails ko inbox me aane se pehle rok skte hai iske liye niche diye huye steps follow karne honge
Blockunwanted emails -GmailHelp - Google Help
1) gmail khole > sign in kare > fir top par bane search baar right side kone par neele clour wale search button ke side me bane arrow down nishan par click kare
2) ab from section me us email I'd ko dale jise aap block karna chahte hai aap aap is me ek khas email I'd daal skte hai (xyz@cbc.com) ya poora domain ko hi (@abc.com) > iske baad create filter par click kare aisa karne se us khas email I'd se aane wale mail apne aap track folder me chale jayenge aapko in email ke liye koi notification nahi milegi or ye 30 din baad apne aap delete ho jayenge
3) agar aap kisi mail par hai or us I'd ko block karna chahte hai to aap reflight ke bagal me dikh rahe down arrow button par click kare iske baad filter message like this me jaye ab step 2 ka palan kare
to dosto Kaisi rahi ye choti si helpful trick gmail par kisi ko block kaise karte hai
I hope aap aapko ye post pasand aayi hogi agar aapki is post se help huyi hai to aap use social sites par share jarur kare aaj ki post: gmail par ksis ko block karne ka tarika ( How to Block Someone on Gmail)
This post have 0 comments
EmoticonEmoticon