10 Great Camera and Photography Apps for Everyone
smartphone camera in dino sabse Jada istemal kiya Jane wala camera ban chuka hai camera role ke sath photo khinchne wale din puri trah se lad chuke hai isiliye ham leke aaye hai top 10 camera and photography apps android or iOS ke liye ab smartphone camera ka jamana hai jadatar log apne flagship smartphone ke camere se li gayi photos se santust nahi hote aise me users ke liye un photo photography apps ko dekhna jaruri hai jinse WO acchi photos to le hi skte hai sath me photos ko edit bhi kar skte hai chahe aap ek aise app ki talash me ho jisse photo le sake ya fir apni photo ko edit kar sake aaj ki date me aapke pass kahi tarike moujood hai aam users ke liye ye top best 10 photography apps
1) VSCO
VSCO ka use camera app ke sath edit tool ke tor par kiya ja skta hai ye kai shandar filter se less hai iski community majhedar hai or app ke andar sabhi filter mojood hai
ye app ek baar use karne layak hai
VSCO app download yaha se kare
2) Instagram
hali ke dino me instagram bahut popular huwa hai ab jab baat photography apps ki ho Rahi hai to instagram name to aayega hi instagram ek aisa app hai jahan uses apni photo edit or mamulee badlaw karke poore world ke liye share karte hai or agar aapka man smartphone photography me hai to is app ko jarur install kareinstagram app ko yaha se download kare
3) over
over ek better app hai jahan apni photo edit kar skte hai or unpar custom text ya artwork bhi add kiya ja skta hai is app me aapko alag alag fount or artwork ke kai option milenge iski over ki help se aap Professional image se lekar happy birth day messages wali image bhi bana skte hai halanki ye app free nahi haiover app yaha se download kare
4) Google camera
Google ne apne sare apps ko os ke sath add kar rakha hai or os update jari karke apne sare apps me lagatar sudhar karti rehti hai Google cemera app android 4.4 ya usse uppar ke sabhi versions par work karta hai isme kai majhedar features hai interface bahut hi aasan hai or aap lense buler jese effect ka bhi stemal kar skte hoGoogle camera app yaha se download kare
5) Camera +
camera plus (+) iOS device par sabse Jada use kiya Jane wala camera app hai is platform par aapke liye sare option hai photo lene se lekar photo edit karne tak or fir unhe share karna camera + me kuch best and better features hai. aapko ye app iOS par Jada better lagegais app ko yaha se download kare
6) Pixlr – Free Photo Editor
auto desk ka pixlr app sabhi ke liye useful and help ful hai iski help se aap colon bana skte hai photos ko kai trah se manage kar skte hai or unhe share bhi kar skte hai pixlr pehle to aapko booring lagega lekin iska better interface or kai shandar features ise use karne ke yogya banate haipixlr ko yaha se download kare
7) Pixelmator
pixelmator ek bahut hi power full photo editing app hai iska interface itna shandar hai ki adobe Photoshop bhi feeka pad jayega pixelmator advance photo editing ke liye better hai iski wajah hai repear or editing tools aap apni pic ko or better bana skte haipixelmator yaha se download kare
8) ProShot
proshot android par photography se anjan logon ko bhi apne behtreen interface ki help se use karne ka moka deta hai isme kai aide features mojood hai Jo hame Professional camere me milte hai jese ki histogram or grenual bstrs mode control proshot ka ye ek majhedar demo hai jisse iske work karne ke baare me pata chalta haiproshot yaha se download kare
9) Snapseed
Google ka snapseed ek or and better quality wala Professional photo editing app hai iski sabse best baat hai ki user kisi trah se photo me effect dete hai sab kuch gecher se control kiya ja skta hai aap editing ke doran stemal kite gaye leyar ko bhi hata skte haiye app yaha se download kare
10) Lumy
lumy bahut hi sadharan app hai ise use karna bhi easy hai Jo ek kaam better dhang se karta hai yaha aapko batata hai ki photography ka sabse acha time kab hailumy app ko yaha se download kare
dosto top best 10 camera photography apps aapke samne hai agar aapki pasand ka koi best android editor app is list me nahi hai to aap niche comment box me name bata skte hai ki kon sa appn reh gaya ham post ko update karke WO app bhi add karenge
This post have 0 comments
EmoticonEmoticon