-->
.

Thursday, 11 August 2016

Media. Net Account Approved Kaise Karwaye Or kya Kya Chahiye

author photo


Media.Net is One Of best Google AdSense alternative for bloggers agar aap bhi Media.Net se paise kamana chahte hai to aapko jarur janana chahiye ki media.net account approved kaise karwaye or ise approve karwane ke liye kya kya chahiye [How to Approve Yahoo Media Net Account with Requirement] agar aapka google AdSense account block ho gaya hai ya abhi tak approved nahi huwa hai to aap media.net ko use karke bhi paise kama sakte hai Jo ki AdSense ki hi tarah work karta hai or ye Yahoo! Bing Ad Network hai

media.net-account-ko-approved-kaise-karwaye-or-kya-kya-chahiye
Media.net account approved karwane ke liye kya kb chahiye


Media.Net kya hai (क्या)
media.net AdSense ka sabse bada  alternative hai world me AdSense ke baad Media.Net ka name aata hai ye yahoo and bing ka Ads Network hai Jo advertising service provide karta hai jise website blog owners and webmaster use karte hai media.Net Hindi language (हिंदी भाषा) support nahi karta hai ye kewal English language ko support karta hai agar aapka blog Hindi language me hai to aap ise use nahi kar sakte



Best PPC ad networks AdSense alternatives 2016
PPD sites se paise kaise kamate hai

Media. Net Ke Features :

  • ye Contextual advertisements network hai isme Jo content aap likhoge usi se related ads aapke blog par show honge 



  • Media.net is powered by Yahoo! and Bing, or isme aapko high quality ads milenge 



  • No Account Ban Issues Like Adsense || isme aapka account block bhi nahi hoga jese ki AdSense me hota hai 
Top Best 5 Affiliate Networks For Earn Money Online 2016
top best 5 URL shortener website to earn money - 2016

Media.Net Account approved kaise karwaye or kya kya chahiye (requirements) 




mai niche kuch jaruri topics bata raha hun jinpar aapko apne blog me work karna hai or fir aap Media.Net se approval pa sakte ho

Top Level Domain : media.net aapko second level domain jese blogspot.com, WordPress.com me approval nahi dega  iske liye aapko .com, .net. .org jese top level domain ki jarurat padegi Jinhe aap godaddy bigrock jesi sites se low price me by kar sakte hai


Domain Age Requirements : website (blog) ka domain minimum 4 months old hona chahiye fir aapko aasani se approval mil skta hai 



High Quality Articles : media.net approved karwane ke liye aapko high Quality content or fresh content ki jarurat padegi copy paste na kare or jitna ho sake Quality post likhne ki kosis kare



Traffic Requirements : aapki site par per day 500+ traffic search engine se aana chahiye or total traffic 2000 page views per day hone chahiye or Alexa Rank bhi acchi honi chahiye fir aapko easily approval mil jayega agar apke blog par per day 2,000+ page views hai to aap apply kar sakte ho Media.net ko



Page requirements : aapke blog par About Us, Contact Us And Sitemap jese page bhi hone chahiye isse aapko media.net ko approved karne me aasani hogi or ye jaruri bhi hai


 Remove all other ads when apply for media.net publisher account : agar aapne kisi or ad network ke ads apne blog par lagaye hai to pehle unhe remove kar dain fir Media.net ko apply kare


to friends agar aap in baaton ka dhan rakhenge to jarur aapka media.net publisher account approved ho jayega aap media net se bhi Adsense se bhi ghar baithe online paise kama sakte hai


other online make money se related post Read karne ke liye yaha click  kare or agar aapko ye post media.Net account ko approved kaise karwaye or kya kya chahiye article acha laga to plz apne friends ke sath bhi share kare




1 comments:


EmoticonEmoticon

Next article Next Post
Previous article Previous Post
 
< -->