-->
.

Thursday 16 June 2016

[Top 5] PPC sites se paise kaise kamate hai

author photo


agar aapka AdSense account abhi tak approved nahi huwa hai to aaj mai aapke liye leke aaya hun top 5 PPC sites jinko aap AdSense ke option me use kar sakte hai (Best PPC ad networks AdSense alternatives 2016) or sath hi sath batawunga ki in ppc sites se paise kaise kamate hai  hai wese to ppc sites ke mamle me AdSense best hai par agar aapka AdSense account approved nahi huwa ho ya block ho gaya hai to aap in top 5 ppc sites ko use kar skate hai

top-5-ppc-sites ppc-sites-se-paise-kaise-kamate-hai,Best PPC Ad Networks Adsense alternatives 2016
Top 5 ppc ad networks sites 



PPC Sites paise kyon deti hai 

ppc site matlab hota hai pay per click  Jo hame apni site par ads use karne ke liye allow karti  hai ye sites hame is liye paise (money) deti hai kyonki ham in sites ke ads (Advertisement) apni site par lagate hai or jab koi visitors hamari site par aata hai or un ads par click karta hai to hamari earning hoti hai Jo ki aaj ki date me har chota bada blogger use  karta hai is liye aaj ki post hai  high paying ad networks with best ppc ad networks



top best 5 (Pay Per Click) PPC Ad Network For Publishers


#1 Google Adsense

agar sabse best or better koi ppc ad network hai to WO hai google AdSense google AdSense hame sabse hefty commissions pay parta isliye google AdSense service always best rehti hai internet par lakho publisher AdSense hi use karte hai kyonki AdSense sabse popular ad network hai AdSense me CPC bhi good rehti hai AdSense ki CPC $0.02 – $15  tak reh sakti hai Jo ki visitors ki location, blog niche etc pad depend karta hai

AdSense Ad Format = Responsive Ads, Display Ads, Text Ads, Link Ads, Match Content Ads.
Payout = $100 via cheque, EFT, Wired transfer, Western Union.



#2 Bidvertiser

Bidvertiser ek or best ad network hai Jo ki bahut time se customers ko time time payment teti aai hai agar aapka AdSense account approved hone layak nahi hai to aap Bidvertiser ad network ko use kar sakte hai Bidvertiser bhi ek famous and oldest pay per click site hai agar other sites se compare iske CPC rates best rehte hai kyonki ye site pop up banner ads bhi offer karti hai aap Bidvertiser se bhi paise kama sakte hai

Bidvertiser Ad Format = Banner Ads, In-text, Domain Parking, XML Feed ads, Contextual Ads, Search Toolbar
Payout = Minimum Payout $10 via PayPal.Ads


Top 5 affiliate marketing networks

#3 Chitika Ads

Chitika  bhi kafi famous pay per click site hai chitika site only organic traffic accept  karti hai  agar aapke website (blog) par 600- 700 page views per day google search engines se aate hai to aap chitika ads apne blog par use kar sakte hai or chitika se bhi money earn kar sakte hai chitika ko agar dusri sites ke mukable compare kare to kafi acchi site hai ye bhi good Adsense alternative site hai chitika hame chitika hame  Referring Program bhi provide karti hai aap chitika ads se dusro ko referral kar sakte hai jiska 10% commission aapko milega

Requirement = Organic Search Traffic
Chitika ad Format = Display banner ads, Text Ads.
payout = $10 via PayPal and $50 via Checks.




top 5 PPD sites ( PPD sites se paise kaise kamate hai

#4 RevenueHits

RevenueHits bhi publishers ke liye ek  best ad network site hai jab visitors hamari site par aane wale ads ko dekhta hai or koi bhi reaction karta hai to hamari income generate hoti hai Revenue Hits hame 8 types ke ads provide karti hai aap agar Ravenue Hits se bhi paise kamana chahe to kama sakte hai bs aapke pass ek website ya blog hona jaruri hai


Revenue Hits Ad Format = Banners, Popunders, Slider, Shadow Box, Top Banner, Button, Footer, Interstitial.
Payout = $20 - $50 via PayPal.


Top 5 URL shortener sites make money with URLs shortener sites

#5 Infolinks

infolinks bhi high level ppc site hai Jo ki 2007 me start ki gayi thi or text adverting karti thi lekin baad me isme kuch features badaye gaye jese intag, infold or inframe infolinks ads network hame search ads bhi provide karti hai jisse ham apne blog me use kar sakte aap infolinks ad  network se bhi paise earn kar sakte hai


Infolinks Ad Format = In-text ads, Search ads or In Tag cloud.
Payout = Minimum Pay out $50 via PayPal or wire transfer.


NOTE agar aap in mese kisi bhi ppc site ko use Karna chahte hai to pehle inki offical sites par jake privacy policy, terms and conditions jarur pad le taki aapko in networks ke baare me detail me  pata chal sake




top 3 keyword research tools kon kon se hai or kaise use karte hai
to dosto ham in network se bhi online internet se paise kama sakte hai  or aaj ki post me hamne aapko batay top 5 PPC sites  or ppc site se paise kaise kamaye best ppc ad networks for publishers &  Advertisers.




This post have 0 comments


EmoticonEmoticon

Next article Next Post
Previous article Previous Post
 
< -->