How To Make Periodic Id On Facebook | Without url Fb Account Best Trick hello friends kal maine aapko bataya tha how to create overlite account on facebook lekin aaj ki jo trick hai wo overlite ka bhi baap hai ji han guys aaj ki trick me main aapko fb periodic id trick bataunga or sath me ye bhi bataunga ki kya hota hai facebook periodic error account banane ka faida to is post ko poora read kare agar aapko post se samajh nhi aayega to last me main video bhi dunga jisse aap or acche se samajh payenge isiliye aaj ki post me main bataunga "how to make facebook without url account" ( fb without link account)
Friends facebook periodic accouunt ek aisa account hota hai jiska koi username hi nahi hota friends aapko ye to pata hi hoga ki har facebook account ka apna ek username hota hai jese ki mere official facebook account ka link hai www.facebook.com/ammisingh.rawat to iska matlab ye huwa ki meri id ka username hai ammisingh.rawat aise hi har fb account ka apna ek diffrent username hota hai lekin jo periodic account hota hai usme kuch aisi tricks use ki jati hai ki uska username hi remove kar dete hai jiske karan wo account without username wala fb account ho jata hai jisse koi uski timeline tak nahi paunch pata or na hi koi us account ke about ko check kar pata hai isliye aaj ki is post me main aapko bataunga ki how to create facebook periodic account in hindi .
fb periodic id ke bahut benefits hai agar aapne meri pichhli post follow kari hogi to usme maine bataya hai ki kaise aap fb overlite account banakar apni id ko reporter se bacha sakte hai ye trick bhi kuch wesi hi hai lekin us trick se kafi ala hai is trick me aapka bina url wala fb account banega jisse agar koi aapke fb profile ko kholega to wo sidhe fb ke home page par paunch jayega or aapke account tak paunch hi nahi payega agar aap bhi facebook par aaye din logo se pange lete rehte hai or wo log aapke account par report markar use uda ya desable kar dete hai to ab se aisa bilkul bhi nahi hoga kyonki aapka account koi khol ji nahi payega kyonki aapke account par koi link hi nahi hai.
or friends sabse bada advantage is fb piriodic account ka ye hai ki ab aapko apna facebook account verified karne ki bhi jarurat nahi hai kyonki facebook periodic account disabled nahi hoga kyonki ispar koi report hi nahi kar payega jiske karn ye ekdam safe rahega ye 2018 ki most popular trick hone wali hai main to yahi kahunga ki agar aap facebook par ek acche trick master banna chahte hai to aapko apne fb account ko periodic yani ki without url fb account bana dena chahiye
friends fb periodic account banane ke liye aapko jarurat padegi
Step.1 Sabse pehle apne laptop se mozilla Firefox ya Google Chrome Browser Open Kare or www.facebook.com par jaye or apni original facebook account login kare (jise aap periodic banana chahte hai)
Step.2 ab aap ek Incognito Tab khole or usme apni doosri id open kare jo aapki fake id ho
Step.3 ab dono id ki settings me jaye or username ke option par click kare or username ke box me ek hi usernname dono id par likhe jesse main likh raha hun periodic66 yahi aap dekh sakte ho
Step.4 ab aapko sabse pehle apni fake id par Save Changes Par Click Karna Hai or uske Turant half second Baad apni Real Id Par Save Changes Par Click Karna hai ab aapko apna dono ids par password dalna hai or fir se pehle fake id par submit button dabana hai or fir real id par submit button dabana hai
jese hi aap submit button daba doge aapki dono facebook ids ka username ek hi ho jayega ab aap dekhoge ki aap apni real id ki profile par click kar rahe ho or open aapki fake id ho rahi hai
friends yaha par aapka aadha kaam ho jayega ab agar aap chahte hai ki hamari fake id bhi show na ho to aapko ye steps follow karne hai
Step.5 ab aapko apne fake wale account ki settings >> General >> Manager Account par jana hai or waha par aapko deactivate ka option milega uspar click kar dena hai
Step.6 ab aapko us fake fb accoount ko deactivate kar dena hai jese screen shot me dekh sakte ho
itna karne ke baad aapka full periodic fb id ban jayegi or koi bhi aapki profile ki link ko open nahi kar payega agar koi aapke fb account ki profile ko open karta hai to usko kuch is trah ka page show hoga jo niche screenshot me hai .
friends yahi periodic fb account ki trick
i hope aapko ye trick samajh me aa gayi hogi agar abhi bhi koi doubt hai to aap niche di gayi How To Make Periodic Id On Facebook | Without url Fb Account Video ko dekh sakte hai niche main ek video add kar raha hun jisme aapko bataya jayega ki facebook par periodic account kaise banate hai aap video dekh kar aasani se samajh sakte hai
How To Make Periodic Id On Facebook 2018 | Without url Fb Account |
What Is FB Periodic Account | Fb Without Url id
Friends facebook periodic accouunt ek aisa account hota hai jiska koi username hi nahi hota friends aapko ye to pata hi hoga ki har facebook account ka apna ek username hota hai jese ki mere official facebook account ka link hai www.facebook.com/ammisingh.rawat to iska matlab ye huwa ki meri id ka username hai ammisingh.rawat aise hi har fb account ka apna ek diffrent username hota hai lekin jo periodic account hota hai usme kuch aisi tricks use ki jati hai ki uska username hi remove kar dete hai jiske karan wo account without username wala fb account ho jata hai jisse koi uski timeline tak nahi paunch pata or na hi koi us account ke about ko check kar pata hai isliye aaj ki is post me main aapko bataunga ki how to create facebook periodic account in hindi .
What are the advantages of Facebook periodic account
fb periodic id ke bahut benefits hai agar aapne meri pichhli post follow kari hogi to usme maine bataya hai ki kaise aap fb overlite account banakar apni id ko reporter se bacha sakte hai ye trick bhi kuch wesi hi hai lekin us trick se kafi ala hai is trick me aapka bina url wala fb account banega jisse agar koi aapke fb profile ko kholega to wo sidhe fb ke home page par paunch jayega or aapke account tak paunch hi nahi payega agar aap bhi facebook par aaye din logo se pange lete rehte hai or wo log aapke account par report markar use uda ya desable kar dete hai to ab se aisa bilkul bhi nahi hoga kyonki aapka account koi khol ji nahi payega kyonki aapke account par koi link hi nahi hai.
or friends sabse bada advantage is fb piriodic account ka ye hai ki ab aapko apna facebook account verified karne ki bhi jarurat nahi hai kyonki facebook periodic account disabled nahi hoga kyonki ispar koi report hi nahi kar payega jiske karn ye ekdam safe rahega ye 2018 ki most popular trick hone wali hai main to yahi kahunga ki agar aap facebook par ek acche trick master banna chahte hai to aapko apne fb account ko periodic yani ki without url fb account bana dena chahiye
- Stylish Name For Fb List 2018-2019
- Invite All Friends To Like Facebook Page With Android Phone 2018
- How To Use Facebook Basic Version In Any Browser
What will be needed to create a Periodic account on Facebook
friends fb periodic account banane ke liye aapko jarurat padegi
- two facebook accounts ki ek to aapka original account hoga jise aap periodic karna chahte hai or doosra aapka fake account hoga
- fir aapko jarurat padegi ek laptop ya pc ki (aap android phone me periodic fb id bana sakte hai) but is post me main laptop se banan sikhaunga.
- or aapke dono fb account par mobile verified hona chahiye tabhi username ka option show hoga jispar ye trick based hai
agar aapke pass ye sab hai to aap periodic account bana sakte hai ab aap mere dhara diye gaye steps follow kare
How To Make Periodic Id On Facebook? | Fb par periodic account kaise banate hai 2018-2019
Step.1 Sabse pehle apne laptop se mozilla Firefox ya Google Chrome Browser Open Kare or www.facebook.com par jaye or apni original facebook account login kare (jise aap periodic banana chahte hai)
Step.2 ab aap ek Incognito Tab khole or usme apni doosri id open kare jo aapki fake id ho
Step.3 ab dono id ki settings me jaye or username ke option par click kare or username ke box me ek hi usernname dono id par likhe jesse main likh raha hun periodic66 yahi aap dekh sakte ho
Step.4 ab aapko sabse pehle apni fake id par Save Changes Par Click Karna Hai or uske Turant half second Baad apni Real Id Par Save Changes Par Click Karna hai ab aapko apna dono ids par password dalna hai or fir se pehle fake id par submit button dabana hai or fir real id par submit button dabana hai
jese hi aap submit button daba doge aapki dono facebook ids ka username ek hi ho jayega ab aap dekhoge ki aap apni real id ki profile par click kar rahe ho or open aapki fake id ho rahi hai
friends yaha par aapka aadha kaam ho jayega ab agar aap chahte hai ki hamari fake id bhi show na ho to aapko ye steps follow karne hai
- NOTE: kabhi kabhi hamari dono ids par ek hi baar me ek hi username nahi hota isliye aapko kai baar try karna hoga or jab aap dono id par save changes ka button dabaye to dono ids par ek sath dabane ki kosis kare agar aap jada late button dabawoge to ek hi id ka username change ho
Step.5 ab aapko apne fake wale account ki settings >> General >> Manager Account par jana hai or waha par aapko deactivate ka option milega uspar click kar dena hai
Step.6 ab aapko us fake fb accoount ko deactivate kar dena hai jese screen shot me dekh sakte ho
itna karne ke baad aapka full periodic fb id ban jayegi or koi bhi aapki profile ki link ko open nahi kar payega agar koi aapke fb account ki profile ko open karta hai to usko kuch is trah ka page show hoga jo niche screenshot me hai .
friends yahi periodic fb account ki trick
i hope aapko ye trick samajh me aa gayi hogi agar abhi bhi koi doubt hai to aap niche di gayi How To Make Periodic Id On Facebook | Without url Fb Account Video ko dekh sakte hai niche main ek video add kar raha hun jisme aapko bataya jayega ki facebook par periodic account kaise banate hai aap video dekh kar aasani se samajh sakte hai
How To Make Periodic Id On Facebook 2018 | Without url Fb Account Video Tutorial
This post have 7 comments
Ammi bhai ek sawal h apse jo yeh periodic id h kea woh apne fb friends se b hume protect krti h ? I mean mere friendlist men se kisi ne report ki to yeh error usko show hoga ya nai bs itna bta do.
Replyhan bhai sab se hide rahegi id agar aap jahte ho ki or vlbhi protect ho jaye to periodic ke sath sath overlite bhi kar dena
ReplyBut yi sirf PC sy ni daik sakta koi Andriod phone sy to daik sakta h koi b ma ny try ki ha aur periodic b hoe h par ab problem yi h some id's py ma ny apna account check kia h os sy show ho rha h ???? please guide me further
Replyab aap id ko overlite kar do fir kahin bhi show nahi hogi maine overlite ki trick bhi di huyi hai aapki id overlite karke fb lite or app dono me nahi khulegi agar aap sahi se karoge to
ReplyBhai I'd prodice andderd mobil se b ho jati hy k ni
Replyhan ho jati hai sabse pehle aapko ek float browser download karna padega fir ek id aapko float browser me open karni hogi or ek id aapko apne chrome browser me karni hogi fir dono me ek sath click karna hoga uswrname change par or aapki id ban jayegi
ReplyNot working
ReplyEmoticonEmoticon