Reliance Jio 4G Sim Ki Speed Increase Kaise kare
Reliance Jio 4G Sim ke problems ke Solution Hindi Me
BSNL 4G Users ko har baar ye sikayat rehti hai ki Internet Speed kafi Slow hai bahut se users bsnl me slow speed se pareshan hai to agar aap bhi BSNL ki Slow Speed se pareshan hai to idar mai aapko bata ra hun bsnl ki internet downloading speed ko increase, boost (badane) ki trick niche diye gaye easy steps follow kare or aap pa sakte hai 2Mbps se bhi adhik speed
BSNL Internet ki Download Speed increase kaise kare
1) first of all apne android phone ki Settings par jaye
2) ab settings me More par click kare
3) ab mobile networks par Click kare
4) ab access point names par click kare
5) Ab top Right Corner me aapko New APN ka option milega uspar click kare
6) or New Apn Create kare APN ki setting niche di gayi hai
Apn Name: BSNL
Apn: bsnlmobiltv
Proxy: 110.100.3.2
Port: 9209
screen Shot bhi dekh sakte ho
APN ko Save karke activate kare or phone ko Restart kare or ab niche ke steps follow kare
Ab aapko jarurat padegi ek badiya se VPN app ki VPN app ko download or use karne ke liye niche ke steps follow kare
1) sabse pehle yaha se Snap VPN ya fir VPN Monster app ko download kare
2) ab Snap VPN ko open kare or Kisi Bhi country Se Connect kare
10-15 seconds Me aapka snap VPN connect ho jayega fir aap high speed se bsnl sim me internet chala sakte ho
To dosto agar aapko is trick se koi bhi problem aati hai to uska solution aapko yahi milega aapko bs comment karna hai aaj ki post BSNL Internet Ki Download Speed Increase Kaise Kare ( karte hai ??)
BSNL Sim Me Unlimited Free Internet Kaise Chalaye 2017
Airtel Free Internet Kaise Use Kare Twerk It VPN Se 2017
talktime or data loan kaise lete hai Airtel, Vodafone, Idea, Videocon, BSNL, Reliance, tata docomo, Uninor, Aircel me
This post have 0 comments
EmoticonEmoticon