Aaj mai aapke sath ek website share karne wala hun Jo kisi bhi WordPress Theme ka minutes me pata laga sakti hai agar aap kisi ke WordPress theme ko like karte hai or aapko us theme ka name pata nahi hai to aap 1 minutes ke under kisi bhi theme ko check kar sakte hai or uske baare me poori detail se Jan sakte hai
google AdWords keyword planner tool ko use kaise kare android phone me
3 best WordPress copy/paste protection plugins se apne content ko copy hone se Roke
Most Popular and Useful Websites for Blogger and Website Owner [in Hindi]
WordPress Pe Kisne Konsi Theme Install Ki Hai Kaise Pata Kare
1) sabse pehle www.whatwpthemeisthat.com/ site ko apne browser me khole
2) ab jab site open ho jayegi fir aapko us site ka URL dalna hai jiske theme ka name or details aapko janni hai jese Maine http://feedbeen.com/ site dali hai or Search ke button ko press Kare
3) ab aapko us site ke theme ki poori jankari mil jayegi jese aap screen shot me bhi dekh Sakte ho
Ab aapko pata chal jayega ki WordPress par kisne Konsi Theme Install ki hai kaise pata kare bs aapko diye gaye steps carefully follow karne honge
blog template ko edit kaise karte hai android phone me
Blog Par Template Upload Kaise Karte Hai Android Phone Se
Blogger template zip file ko extract kaise karte hai android phone se
This post have 0 comments
EmoticonEmoticon