hello freinds aaj ki post me aap sikhenge ki android phone me kisi bhi app ke multiple accounts kaise use karte hai parallel space app ki help se hai is post me mai aapko Android app ko ek se adikh clones me banana sikhawunga ham kisi bhi android app ko parallel space app ki help se multi (dual) app me convert kar sakte hai (How to Run 2 variants of same app using Parallel Space on Android Phones [Tutorial]
What Is Parallel Space ?
parallel space app ek aisa android app hai Jo aapko single device me multiple apps (accounts) use karne ko allow karta hai aap parallel space app ki help se apne phone me dual WhatsApp accosets , dual messenger, two Instagram and multiple games ko use kar sakte haitop 5 health and fitness apps for android
kya parallel space app ko use karne ke liye android phone root hona chahiye ?
nahi aapka phone agar root nahi hai to fir bhi aap parallel space app ko use kar sakte hai ye app bana hi android apps ko multiple me convert karne ke liye hai is app ko use karne ke liye phone ka root hona jaruri nahi hai isliye aap unrooted phone me bhi parallel space app ko use kar sakte haitop 5 antivirus apps for android
parallel space app ko use kaise kare || parallel space app me multiple accounts kaise use kare ||
*.1 first yaha se parallel space app download kare
*.2 ab install hone ke baad parallel space app ko open kare
*.3 or app open karke + ki button press kare jese screen shot me dikhaya gaya hai
*.4 ab jis app ko dual karna hai uspar click kare jese Maine WhatsApp par click kiya
*.5 ab aap dekh sakte hai ki WhatsApp parallel app me add ho gaya
ab sirf parallel space app me WhatsApp par click karke new WhatsApp account register kar sakte hai tab aap 2 WhatsApp account chala sakte hai ek hi phone me ek to aapka original account hoga or ek Jo aapne parallel space app me banaya hai
top 5 best WiFi hacker apps for android
to dehka dosto aapne ham simple trick se kisi bhi apps ko multiple apps ke roop me enjoy kar sakte hai aaj ki post me hamne aapko bataya ki kisi bhi android app ko multiple apps me kaise use karte hai parallel space app ki help se
This post have 0 comments
EmoticonEmoticon