Airtel Hammer Vpn Free Internet 3G Tcp Trick - June 2018
sorry friends bahut dino baad post likh ra hun mai bahut dino se apni site par dhan nahi de paya par ab free hun to aaj mai aapko airtel free internet ki latest trick batane wala hun jisse aap airtel free internet ko unlimited chala sakte ho ye trick hammer VPN par work karegi
New airtel free internet trick |
is tirck me aapko apne android phone par hammer vpn install karna hoga ye airtel free internet trick wese to limited hai but aap ek trick use karke isse unlimited free net ka majha le skte hai
slow dns VPN ki speed boost kaise kare
airtel free internet chalane ke liye kya kya chahiye
1) android phone
2) hammer VPN
Airtel Hammer Vpn Free Internet 3G Tcp Trick - June 2018, hammer VPN ko kaise use kare
1) sabse pehle hammer VPN download kare hammer VPN yaha se download kare
2) ab hammer VPN ko open kare or server Godzilla 2 celect kare
3) ab Rport 443 dale or Lport 0 rakhe
4) ab TCP celect kare
5) fir niche advance par click kare
fir niche di gayi setting ko sahi sahi set kare
*DNS Server –8.8.8.8/8.8.4.4
*proxy –85.214.250.48
*port –3128
*headers –Host: one.airtel.in/@
fir setting save kar dain or connect ki button par click kare agar VPN connect nahi hoga to mai niche kuch or headers host dera hun inhe ek. ek karke try kare aapka hammer VPN connect ho jayega
ye airtel ki free host bhi try kare
*.host:airtellive.com
*.host:one.airtellive.com
*.host:live.airtelworld.com
*.host:buddiesmoney.airtel.in
ye to thi trick airtel free internet chalane ki ab mai niche unlimited use karne ki trick likh raha hun ise dhyan se pad kar or trick use karke aap free internet chala sakte ho
hammer VPN se unlimited free internet kaise chalate hai (Trick to Use Hammer VPN Unlimited Trick Without Premium Account)
jab aap 150 mb hammer VPN se use kar lo to ye niche ke steps follow kare
1) apne android phone ki setting me jaye fir application par jaye fir hammer VPN ko select kare
2) hammer vpn ka clear cache kar dain
3) fir android phone ka file manger open kare or android folder me Jake wahunlimited HAMMER_TEMP_DIR name ka folder dikhega usse open karke Hammer.dmp file name ki file ko delete kar dena hai
NOTE: poora folder delete na kare sirf Hammer.dmp name ki file delete kare
fir hammer VPN open kare or fir se wahi settings fill kare or kisi dusre server se connect kare aapka unlimited free net chalne lagega
top 5 VPN apps for android
I hope aapko ye trick acchi lagi hogi aaj ki post airtel sim me free internet kaise chalaye may june 2018 agar aap chahte hai ki ham aapko aise hi tricks dete rahe to is post ko jitna chaho utna Facebook, google plus par share kar skte ho hamari algi airtel free internet trick ke liye ready rahe ham bahut jald aapko agli trick batayenge
This post have 0 comments
EmoticonEmoticon