Boost Your Slow Dns Vpn Browsing Speed Upto 200% - may 2016
hello dosto Ammi Singh ki new latest trick ke liye ready ho jawo kyonki aaj mai aapko batunga ki slow DNS VPN ki browsing speed increase (boost) kaise karte hai aapne slow DNS VPN me free net to chalaya hi hoga or aapne uski speed to dekhi hi hogi ki kitni slow rehti hai isliye Maine ek trick find ki hai jisse aapke slow DNS VPN ki browsing speed 100% increase jayegi
slow DNS VPN ki browsing speed Boost kaise kare
sabse pehle aapko apne android phone ki settings me jana hai fir More + mobile networks + access point par Jana hai
ab aapko new APN create karna hai jiski setting niche di gayi hai
* NAME: tekonly.com
* APN: Airtelgprs.com or blackberry.net
* PROXY: 127.0.0.1
* PORT: 8080
ye setting karni hai or save kar dena hai
ab aapko apne android phone ke data on karne hai or slow DNS VPN ko connect karna hai to aap dekhenge ki aapke phone ki browsing speed kuch had tak increase (boost) huyi hai
I hope aapko ye new and latest trick pasand aayi hogi slow DNS VPN me free internet chalane wale is trick ko ek baar try jarur kare ye aapke liye 100% working sabit hogi is trick ko Maine apne bahut sare dosto ko diya sabne yahi kaha ki is slow DNS speed boosting trick se unke phone me browsing speed badi hai to aap bhi try jarur karna or agar post badiya lage to social sites par share jarur kare or aap hamare sath tekonly.com par bane rehe
This post have 2 comments
dost ye jo apny bataya hai ye webtunnal par bhi kaam kare ga tell me my gemil id- asadnawaz711@gmail.com
ReplyBhai maine try kiya bt nhi ho rhi h
ReplyEmoticonEmoticon