hello dosto aaj mai aapko blog SEO se related trick post karne wala hun jo ki best keywords research karne ki hai hai is post me mai aapko 3 best seo tools android ke liye batawunga jine use karke aap apne blog post ke liye best keywords find kar skte hai in 3 seo keywords finder tools me se 1 tools mremium hai jise aap 14 days ke liye free me use kar skte hai
dosto aapne google AdWords and Google Keyword planner ka name bahut se blog and website par suna hoga jise use larke keywords find karne ko kaha jata hai lekin google AdWords blanner tool sayad android phone me kaam nahi karta isliye mai aapko aaj 3 best and better keywords finder tools batawunga or unhe use karna bhi batahung screen shot by screen shot or un tools ke name hai
1) Keywordtool.io (free)
2) UberSuggest (free)
3) SEMRush (premium) (14 days free trial)
#1 keywordtool.io (free)
keywordt.io tool hame Google, Bing, Yahoo and apple app store ke liye keyword deta hai free me ise use karna bahut aasan hai
keywordtool.io ko use kaise kare ??
1) first aapko yaha click karna hai or niche screen shot me jese dikhaya gaya hai wese keyword ko search karna hai
2) ab aap dekh skte hai ki hamko bahut sare keywords dikh rahe hai is tarah aapko is tool ko use karna
#2 UberSuggest (free)
is tool ki help se aap har ek Niche ke blog se related keywords nikal skte hai is tool me all types ke keyword milte hai ye tool aapke liye bahut useful or helpful sabit hoga
UberSuggest tool ko use kaise kare ( how to use UberSuggest keyword tool)
1) sabae pehle yaha click kare ab aapko niche screen shot me dikhaye gaye option me apni post se related keyword type kare and search kare
2) ab aapko niche saaf dikh ra hai ki jo maine search kiya tha usse related keyword aa gaye hai ab aap bhi ise kaise hi use kare
#3 SEMRush (Premium) (14 days free trial)
semrush ek premium tool hai jo aapko 14 days ke liye free me milega matlab 14 days ke liye aap is tool se free me keywords research kar skte hai
SEMRush ko use kaise kare (how to use SEMRush tool)
1) first aapko yaha click karna hai fir aapko niche screen shot me dekhkar apna word search karna hai or search ki button par click karna hai
2) ab aapko niche bahut se keyword dikhenge aap use keyword ko chune jiski CPC high ho isse aapke blog par jo ads aayenge wo Jada paise denge
to dosto ab aapka " android phone se keyword research kaise karte hai " kehna khatam huwa ab aap is post se best and helpful keyword research kar skte hai bina google AdWords ke aap best se best keywords search kare
to dosto kaisi lagi meri pehli SEO se related post I hope aapko ye post pasand aayi hogi agar aapko apne blog ki rank ko achi position me Lana hai to seo ( Search Engines Optimization ) karna jaruri hai
aaj ki post best seo tools for android 2016
This post have 4 comments
kya FAYDA ha in ka
Replyagar aapki koi site hai to aap is site ke jariye aap best top CPC wale keyword find kar skte hai
ReplySemrush ka 14 din ka free trail kaise lete hai
Replybhai aap link se site open kare or keyword fine kare ho jayega 14 days ke baad ni honge keyword find
ReplyEmoticonEmoticon