Android phone ke background data band karne ke 3 faide |
Hindi me jane ki background data band karne se kya faide or kya nuksan hai
kya aapka phone data on karte time atak Jata hai ???
kya aapke phone ke background me koi virus run kar ra hai ??
kya aapka phone jada data khata hai ??
agar. aapke in sab sawalo ke jawab han hai to iska ek hi ilaj hai or wo bhi bahut simple
- Android phone me free internet kaise chalate hai
- paid android apps and games ko freeme download kaise kare
(Android phone me virus ka pata kaise lagaye)
(Android phone se virus kaise hataye) sab kuch is post me milega
agar aapka phone hang hora ho to uska Karan hai background ME run kar rahe virus jine koi bhi antivirus nahi nikal skta wo virus phone se tab hi nikalte hai jab aap phone ko reste mare ya kisi laptop computer se nikale dosto agar aapka phone bhi data on karne ke baad hang ho jata hai to ghbraye nahi aap sahi Jage pe ho mai aapko niche btawunga ki kaise phone ko hang hone se roka ja skta hai
agar aapka phone data on hote hi hang hora ho or fir kuch der baad apne aap restart hoke on hora ho to smjh lo ki aapke android phone ke background me koi virus run karra hai jo ki data on karne ke baad hi run karta hai or aapke phone ko hang kar deta hai or aap net hi nahi chala pate
agar aapka phone bhi Jada data MB khata hai to uski problem ka solution bhi hai hamare pass ki android phone ko Jada Data MB khane se kaise roke phone ka Jada data khana bhi background me chal rahe kuch apps ki wajah se hi ho skta hai
dosto agar aapki bhi ye 3 problems hai to aap mere dwara diye gaye steps ko follow kare or apne phone ko hanging se bachaye, apne phone ke background me chal rage virus ko stop kare, apne phone ko jada data khane se roke
To dosto badte hai in 3 problems ke ek hi solution ki taraf
sabse pehle aap apne phone ki settings me jaye ab aapko Data usage par par click karna hai
ab jaha teer ka nishan diya gaya hai waha click karna ha
1. first image me diye gaye Nisan par click kare
2. ab Restrict Background data par click kare
3. ab ok button ko press kar de
lo ji ab aapke background data band ho gaye
ab aap apne phone ke notification baar me background data band hone ki notification dekh skte hai
or aapke phone ka hang karna, virus ka run karna jada data khana sab band ho gaya hai
NOTE :-) background data band karne se sare background me chal rahe apps and browsers, virus etc.. sab kuch band ho jate hai agar aap ek browser me downloading start karke dusre browser me jate ho to aapki downloading stop ho jayegi or aapke whatsapp ke messages tab hi aayenge jab aap whatsapp on katenge or yahi haal messanger ka bhi hoga par aapka data Bach jayega or aapka phone bhi hang nahi karega
- facebook photo tag verification kaise karte hai 3 new method se
- Android phone ke IMEI Number ko change kaise karte hai
to dosto ye choti si lekin useful or helpful jankari kaisi lagi agar aap chante hai ki aapko roz aisi jankari milti rage to tekonly.com ko support karna na bhule
or aap hame comments ke madhyam se bataye ki aapko konsi trick or jankari chahiye ham uski post banake aapke samne pess karenge
ye thi aajki post Hindi me Jane background data band karne ke 3 faide
This post have 0 comments
EmoticonEmoticon