Twitter account kaise banate hai |
Twitter kya hai
aaj ham bat karenge twitter par account banane ki dosto twitter jiski global rank 9 hai or United states me twitter ki rank 8 hai matlbab poori Duniya me twitter No.9 ki position par hai or United State me twitter ko No.8 position mili hai
twitter same facebook, google+ ki trah hi ek bahut bada social network hai jispe roz lakho log active rehte hai
twitter par khas ye hai ki idar ham 140
characters se Jada lamba kuch nahi dal skte or in chote chote status updates ko ham tweets. bolte hai
Twitter ek broadcasting channel ki tarha hai twitter me kisi ke tweets padne ke liye kisi bhi prakar ki friend request nahi bhejni padti is whaja se bade bade log jese salman khan, narendra modi, or jitne bhi bade log hai sab twitter par hi active rehte hai
twitter par account kaise banaye
Sabse pehle apne Android phone ke kisi bhi browser me http://twitter.com type kare
ab screen shots ko follow kare
1) Twitter par account banane ke liye Sign Up kar click kare jese pehle wale screen shot me dikhaya gaya hai
2) ab apna full name or apna phone number dale
1) ab aapke number par ek confirmation code aayega use dalna hai
2) ab apna email dalna hai email dalkar aako apna Twitter password dalne ko aayega aapko 6 ya 8 ank ka password dalna hai or next ki button par click karna hai
3) ab aapko apna twitter username select karna hai or next ki button par click karna hai
- facebook photo tag verification kaise karte hai
- android phone ke imei number ko kaise change karte hai
lo ji ban gaya aapka twitter account ab aa apni profile set kare or apne friends, ke sath or bade bade logo ke sath active ho jaye
dosto ye android phone me twitter par account kaise banaye hindi me jane jankari kaisi lagi agar aap ko ye jankari pasad sayi hai to ise facebook, google+ par share karna ma bhule
1 comments:
Bahut aachi jankari hai.
ReplyBlogging se related adhik jankari ke liye aap hamara blog visit kar sakte hain...
EmoticonEmoticon