Hello dosto aaj ham bat karenge google search engine ki kaise apne blog ko google search Engine se connect kare
Website (blog) ko google search engine se submit kaise kare
Blog ko google se submit kisliye karna hota hai
1. Visitors badane ke liye
2. adhik traffic lane ke liye
3. Jyaada paise kamane ke liye
4. World Me Famous hone ke liye
Or bhi koi karan ho skta hai
Aapke blog ya website ke visitors jitne jada honge utna hi jada traffic aapki site par aayega or utni hi jyada aapki income bhi hogi or utne hi aap famous hote jayenge. Isliye Blog ko google search engine se connect karna bahut jaruri hota hai. Wese to Search engine bahut sare hai Google, yahoo Or Bing lekin inmese sabse popular search engine hai google or google se hi jada visitors aate hai or ye baat to app jante hi honge ki visitors hamari website (blog) ke liye kitne maine rakhte hai or iska sabse asan tarika hai hamare blog ka google par show hona kyonki jab koi apna question google par search karega or usse related hamare blog me koi post hogi to visitors hamare blog par aayenge or hamara traffic bafega
Aapko karna sirf ye hai ki www.google.com par jana hai or apne blog ka address type karna hai agar aapka blog google search engine se connect hoga to google aapke blog ko NO.1 Result par show karega agar aapka blog NO.1 Result par show nahi hoga to aapko apna blog google serch engine se connect karna padega
Sabse pehle aapko is site par jana hai http://www.google.com/addurl uske baad aapke samne kuch is trah ka page khulega
Isme aapko apne blog ka sahi address dalna hai jese mera daal rakha hai or captcha code bhi sahi sahi bharna hai or last me sab check karke submit button par click kar de
Submit button par click karne ke baad aapke samne kuch is trah ka msg dikhega
Iska matlab hai ki aapki site submit ho gahi hai or fir ek do din wait kare or fir apni site search kare 100% google par show hone lagegi
Ye jankari kaisi lagi pasan aaye to comments jarur kare or kahin par paresani ho to bhi comments jarur kare

- google funny trick in hindi
- facebook par auto group posting se website (blog) ka traffic kaise badaye
Blog ko google se kyon submit kare
Blog ko google se submit kisliye karna hota hai
1. Visitors badane ke liye
2. adhik traffic lane ke liye
3. Jyaada paise kamane ke liye
4. World Me Famous hone ke liye
Or bhi koi karan ho skta hai
Aapke blog ya website ke visitors jitne jada honge utna hi jada traffic aapki site par aayega or utni hi jyada aapki income bhi hogi or utne hi aap famous hote jayenge. Isliye Blog ko google search engine se connect karna bahut jaruri hota hai. Wese to Search engine bahut sare hai Google, yahoo Or Bing lekin inmese sabse popular search engine hai google or google se hi jada visitors aate hai or ye baat to app jante hi honge ki visitors hamari website (blog) ke liye kitne maine rakhte hai or iska sabse asan tarika hai hamare blog ka google par show hona kyonki jab koi apna question google par search karega or usse related hamare blog me koi post hogi to visitors hamare blog par aayenge or hamara traffic bafega
Hamara blog Google Search engine se connect hai ya nahi kaise check kare??
Aapko karna sirf ye hai ki www.google.com par jana hai or apne blog ka address type karna hai agar aapka blog google search engine se connect hoga to google aapke blog ko NO.1 Result par show karega agar aapka blog NO.1 Result par show nahi hoga to aapko apna blog google serch engine se connect karna padega
Website (blog) ko Google Search Engine Se connect kaise kare ??
Sabse pehle aapko is site par jana hai http://www.google.com/addurl uske baad aapke samne kuch is trah ka page khulega
Isme aapko apne blog ka sahi address dalna hai jese mera daal rakha hai or captcha code bhi sahi sahi bharna hai or last me sab check karke submit button par click kar de
Submit button par click karne ke baad aapke samne kuch is trah ka msg dikhega
Your request has received and will be processed shortly
Iska matlab hai ki aapki site submit ho gahi hai or fir ek do din wait kare or fir apni site search kare 100% google par show hone lagegi
Ye jankari kaisi lagi pasan aaye to comments jarur kare or kahin par paresani ho to bhi comments jarur kare
This post have 5 comments
Good information.
Replycomputerkijankari.blogspot.com
ReplyBro Site map ke baare me bataya nahi
ReplyIts working bro
ReplyThanks
I never knew it was possible until a friend of my who is studying computer science in Massachusetts Institute of Technology told me about these Chinese computer geniuses he knew Soft tech geeks. They helped me clone a credit card to my dad's account and now I can spend Dad's money without him knowing. Contact them for any tech job you need. softtechgeeks@gmail.com
ReplyEmoticonEmoticon