Ab play store ke apps Uc browser me download kare
Hello doston aaj mai aapko btaunga ki kaise hum play store ke apps or games uc browser me download kare
Play store ke apps or game uc browser me kyon download kare??
kabhi kabhi ye hota hai ki hamara 2G net pack dalwa rakha hota hai or net sahi se nahi chalta or agar hame koi apk install karna hota hai or wo app sirf play store par hi hai to game bahut paresani hoti hai kyonki 2G Net me ham playstore se koi apk download nahi kar skte kyoni har baar error wala masla aata hai to isliye ham paresan ho jate hai to aaj mai is paresani ka hal lekar aaya hun aap logon ke liye to
To chaliye jante hai ki kaise ham play store ke apps or games apne UC browser me download kar skte hai
Step= 1 sabse pehle aap play store me jakar jo apps ya game download karna hai use search kare or uspe click kare
Step= 2 fir aap share ki button par click kare or whatsapp ya fir kisi or massenger par click kare fir aapko us app ki link mil jayegi
Step= 4 ab jo link aapko mili hai use copy kare or is site pe jaye" apk downloader "
Step =5 ab site par Jane ke baad apni link blank box me paste kar do
Step= 6 fir generate download link ki button par click kar do
Ab apps show hojayega or app download kar skte ho
To dosto ab aapko pata chal gaya hoga ki play store ke apps and games ko uc, opera, chrome, cm, Firefox, browser me kaise download kare
I hope aapko ye jankari bhi pasand aayi hogi hamare dhwara di gayi jankari ko aap social sites par share bhi kar skte hai
1 comments:
uc browser me downloading task AGR hat jaye to pending download ko kese continue kare?
ReplyEmoticonEmoticon