HACKING KYA HAI ??? OR HACKER KON HOTA HAI ???
Hacking ek aisi parikriya hai jisme aapke network me ghus kar aapke system se aapki sari information ko chura liya jata hai or system me viruses chodkar sari information ko mita diya jata hai or is information ka galat istemal kiya jata hai wah byakti jo hacking ki prakriya ko anjam deta hai [ HACKER ] kahlata hai Hacker ek well skilled programmer hota hai jise programming ki acchi khasi knowledge Hoti hai
Dusre sabdo me kahen to hacker wah bykti hita hai jo computer system me unauthorized access pane ke liye codes or passwords todta hai "hackers" in karno se hacking ko anjam deten hai
1:- Money ke liye
2:- Fun ke liye
3:- suchnao ko churane ke liye
4:- badla lene ke liye
5:- spam bhejne ke liye
6:- Malicious files ke execution ke liye
7:- aapke system ka prayog karne ke liye
8:- kisi wastabik target pe attack karne ke liye
9:- chunotiyon ke liye
Or bhi kahi Karan ho sakte hai
This post have 3 comments
plz help me my id hacked
Replyplz help me my id hacked
ReplySuper post
ReplyEmoticonEmoticon