-->
.

Wednesday 26 October 2016

WordPress Par Kisne Konsi Theme Install Ki Hai Kaise Pata Kare

author photo

Hello bloggers aaj agar kisi ki WordPress Site  ki theme aapko pasand aa gayi hai or us Theme ko apni WordPress site par install karna chahte or aapko is theme ka name pata na ho to kya hoga but don't worry aaj yaha par mai aapko yahi batane wala hun ki kaise pata kare ki WordPress par kisi ne kon si theme install ki hai ye post WordPress users ke liye hai to aap dhan se follow Kare

WordPress-par-kisne-konsi-theme-install-ki-hai-kaise-pata-kare


Aaj mai aapke sath ek website share karne wala hun Jo kisi bhi WordPress Theme ka minutes me pata laga sakti hai agar aap kisi ke WordPress theme ko like karte hai or aapko us theme ka name pata nahi hai to aap 1 minutes ke under kisi bhi theme ko check kar sakte hai or uske baare me poori detail se Jan sakte hai



google AdWords keyword planner tool ko use kaise kare android phone me
3 best WordPress copy/paste protection plugins se apne content ko copy hone se Roke
Most Popular and Useful Websites for Blogger and Website Owner [in Hindi]

WordPress Pe Kisne Konsi Theme Install Ki Hai Kaise Pata Kare

1) sabse pehle www.whatwpthemeisthat.com/ site ko apne browser me khole 

2) ab jab site open ho jayegi fir aapko us site ka URL dalna hai jiske theme ka name or details aapko janni hai jese Maine http://feedbeen.com/ site dali hai or Search ke button ko press Kare

WordPress-blog-par-kisne-kon-si-theme-install-ki-hai-kaise-pata-kare


3) ab aapko us site ke theme ki poori jankari mil jayegi jese aap screen shot me bhi dekh Sakte ho 

WordPress blog par theme install kaise kare


Ab aapko pata chal jayega ki WordPress par kisne Konsi Theme Install ki hai kaise pata kare bs aapko diye gaye steps carefully follow karne honge

This post have 0 comments


EmoticonEmoticon

Next article Next Post
Previous article Previous Post
 
< -->