-->
.

Thursday 4 February 2016

Android phone me free internet kaise chalate hai Open vpn ki help se 2018

author photo


how to use free internet in airtel airtel sim me free internet kaise chalaye 2018 trick


Android phone me free internet kaise chalate hai
Android phone me free internet kaise chalate hai


dosto aaj kal sab ke sab har whatsapp groups  or Facebook par kehte rehte hai ki free internet trick chahiye dosto aaj se aapka bolna khatam ho gaya hai aaj mai aapko btawunga latest trick Airtel ki jiski  daily limit hai 250 mb jo vnp par work karti hai or is trick ko khud maine verified kiya hai or niche screen shot me proof bhi  attach kiye hai or ye Airtel free internet trick uttrakhand me 1000% working hai




aaye jante hai kya kya chaiye is trick ke liye




1) Airtel 3G sim card
2) android phone
3) ES File Explorer software for android
4) Open VPN App for android
5) 0 rs balance hona chahiye
6) small 3G data pack ya fir 0 data hona chahiye sim me

ab aapko ye to pata chal gaya hai ki Airtel free internet chalane ke liye kya kya chahiye


ab jante hai ki kaise airtel free internet chalaye


sabse pehle aap airtel  Config Files download kare Airtel free internet config file yaha se download kare



Jab aap config file download karne jayenge to 2 option dikhenge

1) fast download

2) download her

Download her par click karna hai fir agle page par fir se download here ka option aayega waha click karke file download ho jayegi !!!

ab ES File Explorer software download kare yaha se ES File Explorer download kare

ab aap open VPN download kare yaha se Open Vpn Download kare



ab jab aapki config file download ho jayegi tab  file par click karo or use ES File Explorer app me extract kare  or ek folder banawo airtel config file ke name se or waha us file ke andar ki sabhi files ko dal do niche screen shots bhi dekh skte ho

android phone me high speed free internet kaise chalate hai, 0 data pack (MB) me free internet kaise chalate hai





file ko ES File Explorer app me open kare

airtel free internet kaise chalate hai, how to use free internet in airtel





ab diye gaye Nisan par click Kate

android phone me free internet kaise chalate hai, tricksinhindi4u



ab ek folder create kare Airtel config file ke name se ya koi bhi name se jo aapko yad rahe


 free me internet kaise chalate hai, free me internet kaise use karte hai, tricksinhindi4u




ab ok karke sab files us folder me save ho jayegi


ab open VPN kholo or file ke option par click kare jese niche screen shot me dkhaya gaya hai
interbet speed tej kaise karte hai, tricksinhindi4u








ab us folder par jaye jispe aapne files ko dala tha or jin ji. pe nisan banaya gaya hai unpe click karke open VPN me dale or fir
copy ke icon par click kare jese niche dikhaya gaya hai


how to use airtel free internet in hindi, airtel me free internet kaise use karte hai

how to use awesome speed free net, all operator free internet trick,tricksinhindi4u





ab aap simple click karke connect kare I trust this app aayega  ok kare aapse user name or password pucha jayega

open vpn me free internet kaise use kare, open vpn me free internet kaise chalate hai, free internet kaise chalate hai open vpn ki madad se


username = vpnbook dale
password = yuxE2AWa dale







kuch der processing hogi or agar aapke state me trick working hogi to aapka open VPN connect ho jayega or aap free internet ka bharpoor labh utha skte hai niche proof dekhe

                proof

Airtel high speed free net kaise chalate hai





open VPN ka password har din badalta rehta hai isliye yaha se new password Jane
http://www.vpnbook.com/freevpn


NOTE AAP OPEN VPN SE HAR DIN 250 MB FREE USE KAR SKTE HO AGAR ISSE JADA USE KIYA TO AAPKA SIM BLOCKED BHI HO SKTA HAI OR AAP KAHI DINO TAK FREE NET NAHI CHALA PAYENGE







to dosto ye brand new open VPN trick kaisi lagi agar is post se aapki kuch help huyi hai to aap bhi hamari help jarur kare post ko Facebook or google + par share karke or adikh se adhik logo tak is free internet trick ko pahunchaye  -:)

This post have 13 comments

avatar
TeckKept delete 5 February 2016 at 04:50

Very Nice Post...

लेकिन आप अभी भी अपनी वेबसाइट पर बहुत सी गलतियाँ कर रहें है. इसलिए आपकी वेबसाइट का ट्रैफिक कम है. अधिक जानकारी के लिए Visit करें http://techandtweet.in

Reply
avatar
TeckKept delete 5 February 2016 at 04:53

Very Nice Post...

लेकिन आप अभी भी अपनी वेबसाइट पर बहुत सी गलतियाँ कर रहें है. इसलिए आपकी वेबसाइट का ट्रैफिक कम है. अधिक जानकारी के लिए Visit करें : http://techandtweet.in/2016/02/04/4-mistakes-new-bloggers-make-in-hindi/ या विजिट करें : http://techandtweet.in

Reply
avatar
Shah Rukh Saar delete 7 February 2016 at 10:13

Bhai ek Baat batao Ki is tarike se net chalane me koi risk to nahi mera MATLAB h Ki ye illegal to nahi kahi hum net chalaye or company hum pe hacking Ka case lagakar Hume police na pakadwa De
Is sawal Ka jawab dedo fir mujhe tasalli ho jayaegi

REPLY

Reply
avatar
Vivek Dabhi delete 15 February 2016 at 06:04

Plz Send me config File On My Gmail Account Mere Paas DNS trick he Airtel 3g Vivekdarji07@gmail.com

Reply
avatar
Ammi Singh delete 23 February 2016 at 17:43

file jese Maine screen shot diye hai wese add karo bbai

Reply
avatar
Unknown delete 3 March 2016 at 10:08

kya ye trick Delhi me kam karegi?? plzz tell me bro...

Reply
avatar
Ammi Singh delete 3 March 2016 at 17:01

bro try kar lo sayad working ho

Reply
avatar
Unknown delete 30 June 2016 at 23:29

config file download nahi ho rhi hai kya karu me ab pls help me

Reply
avatar
bineet kumar delete 23 July 2016 at 03:10

Confg file download nhi ho rha hai

Reply
avatar
Ammi Singh delete 23 July 2016 at 10:59

Maine config file ko update karke dal liya hai ab aap waha click karke file download kar sakte ho jese hi aap click karoge agle page par download ke button par click larke aapki config file download ho jayegi

Reply


EmoticonEmoticon

Next article Next Post
Previous article Previous Post
 
< -->