-->
.

Sunday 31 January 2016

Android phone me apps and games ka backup kaise banaye

author photo

android phone ke sare apps ka backup kaise banaye, apps ka backup kaise lete hai, all apps and games ka backup kaise lete hai
Titanium backup app


hello dosto aaj ham janege ki kaise apne android phone me apps & games ka backup le aaj mai aapko batawunga ki kisi bhi apps and games ko uninstall (delete) karne par bhi wahi data fir se kaise hasil kare jo apps & game ko uninstall karne she pehle tha

               





man lo aap candy crash game khel rahe ho or aapne Facebook par bhi candy crash game connect nahi kar rakha or aap 400 level paar kar chuke ho  to ab galti se aapka game delete ho jata hai to aap  game ki levels wapas kaise layenge  yahi janne ke liye aaj ye post likh ra hun



apps and games ke backup lene me faide ???



no.1-: agar aap mcent user hai to aapko mcent se ek bhi app download karne ki jarurat nahi hai paise aapko bina apps download kiye hi mil jayenge agar aapke pass amazone app hai to sabse pehle app ka backup lele fir app ko uninstall kar de ab mcent open kare fir amazone app par click kare fir aapne jo backup liya tha usse amazone ko restore kar lein aapko mcent me paise mil jayenge bina app download kiye





no.2-: aap ek hi mobile me 2 accounts chala skte hai man lo aapke pass 2 sim hai or aap task bucks app use karte ho to aap ek account ka backup leke or dusre ko sign up karke aaram se chala skte ho


or bhi bahut sare faide hai apps ke backup banane ke


Ab suru karte hai backup banana sikhne ka kaam


step-:1) sabse pehle aapka phone root hona chahiye agar aapka phone root nahi hai to pehle ye post bade android device ko root kaise kare

step-:2) ab aap titanium backup app ko yaha se download kare download karne ke baad app install kare

step-:3) ab aap app ko open kare fir root prmession aayega allow kare ab app open ho jayegi


step-:3) ab aap kisi bhi app ko select kare or uska backup bana le jese maine earntalktime app ka backup banaya hai

how to make backup for android apps, how to create backup for abfroid phone, android phone me backup kaise banate hai, apps ka backup kaise lete hai


App select kare

android games ka backup kaise lete hai



Backup par click kare

backup kaise lete hai, kisi bhi app ka backup kaise lete hai, candy crash game ka backup kaise lete hai


Lo ji ab aapka backup ready hai ab aap ise restore bhi kar skte hai agar aapke app ka clear data ho gaya ho ya fir uninstall ho gaya ho




backup banane ke baad agar aap app ka clear data bhi karte ho to aap titanium backup app ki help se app ka data restore karke aap apna wahi data fir se pa skte hai









I hope aapko ye Titanium backup wali trick basand aayi hogi aap hamari post ko Facebook or Google + par share karna na bhule thank you

This post have 0 comments


EmoticonEmoticon

Next article Next Post
Previous article Previous Post
 
< -->