-->
.

Sunday 10 April 2016

top 5 best photo editor apps android smartphone ke liye

author photo

top 5 best photo editing apps android phone ke liye, best photo editor apps
Source : makeuseof.com

The Best Photo Editing Apps for android

aaj kal jadatar log smartphone buy karte time camera par Jada dyan dete hai aisa isliye kyonki picture click karne ke liye smartphone ab utna hi use hone laga hai jitna call karne ke liye isi liye aaj aapke liye laye hai ham top 5 best android photo editing apps (tools) jo aapki pictures ko edit karne me aapki help karenge




wese  smartphone se click kiye gaye photos me thodi editing karke inko or bhi better banaya ja skta hai editing ka matlab sirf photo effects nahi balki or bhi aise tools hai jinse pictures ko bahut hi achhi editi kiya ja skta hai




ham aapko kuch best photo editing apps ke baare me batate hai jo photos ki quality or look sudharne ke liye best hai iske alawa inko user interface bhi kafi aasan hai jisse aap aasani se in apps ko use kar sakte hai or sabse badi baat ye hai ki inko aap free me download kar skte hai


1) Adobe Photoshop Express

android par ye best photo editing apps me se ek hai adobe Photoshop express ke jariye sirf kuch swipes se photo. edit ki ja sakti hai sabse badi baat ye hai ki edit kiye gaye photo itne professional lagte hai jese ki inko desktop par Photoshop se edit kiya gaya ho yaha se download kare




2) PicsArt Photo Studio

dosto pics art photo editor ke baare me kya batawung aapko ek world ka sabse best mana Jane wala app hai isko ab tak 250 millions log download kar chuke hai or ye mera bhi favorite app hai aapne dekha hoga jab mai apne blog ki kisi bhi post me screen shot ya images add karta hun to wo images picsart photo editor app se hi ki hoti hai dosto aap hamare about as page me Jake bhi dekh skte hai ki kis trah maine pics art app se photo edit ki hai ye app editing ke liye aapke liye sabse best app hoga yaha se download kare



 3) Photo Director

photo director ko world ka best multi media company syber link ne khas android ke liye develop kiya hai ye ek multi purpose photo editor app  hai jiske jariye image me effects add kar jaldi photo edit kar sakte hai isme professional photo editing bhi ki ja sakti hai yaha se Download kare




4) Air Brush

agar aap selfie ke sokeen hai to ye app aapke liye hai ise khastor par selfie edit karne ke liye banaya gaya hai ye app aapke face par sign lane ke sath danto ko bhi safed karta hai iske jariye edit ki Jane wali photos Facebook, twitter jese apps ke liye optimize hoti hai yani inko resize karne ki bhi jarurat nahi hai yaha se download kare




5) Snapseed

snapseed photo editing app ko Google ki ek subsidiary company ne banaya hai or play store par ise users se kafi acche review bhi mile hai isme basic editing se lekar professional editing jese features tak samil hai google ka photo editor app hai to jahir hai isme kuch to khas hoga hi isliye snapseed app ko ek baar try karna to banta hai ye aapko best photo edit karke de sakta hai yaha se download kare





kuch extra photo editor apps 

dosto hamne aapko 5 Top Android Best Photo Editing Apps ke basre me Hindi me jankari to de di lekin iske alawa kuch or best photo editing apps bhi hai jo ham aapko niche list me bata rahe hai





Photo Editor by dev.macgyver

is editing app me kai aise features hai jo dusre apps me nahi milte ye un apps mese ek hai jinme EXIF files ko edit kiya ja sakta hai ye free hai or isme aapko ads bhi nahi milenge halanki time time par iske version update hote rehte hai ye bhi apke liye best and better app ho sakta hai photo edit karne ke liye yaha se download kare




VSCO Cam

Vsco cam android par sabse Jada download kiye Jane wale photo app me se ek hai ye photo editing app hone ke sath sath camera app bhi hai jisme editing features diye gaye hai iske alawa isme instagram ke users photo upload kar sakte hai isme bahut aasani se photos me badlaw kiye ja sakte hai yaha se download kare




to dosto ye the wo 5 best android photo editor apps or kuch extra photo editor apps jinko use karke aap apni photos ko best se best edit kar sakte hai I hope aapko ye post pasan aayi hogi hamari post ko Facebook, Google plus, twitter par share jarur kare aaj ki post top 5 best photo editor apps android smartphone ke liye ( The top 5 Best Photo Editor Apps For  android  (2016 Edition)

This post have 3 comments

avatar
Indrasinh solanki delete 20 April 2016 at 18:57

Good information....
I like ...

My blog :- Abjanehindime.blogspot.com

Reply
avatar
Unknown delete 16 June 2016 at 00:39

I liked the list. True, I would also add one program. It is new and is already on a par with popular programs. It is an advantage in that it has a lot of effects. It is free of viruses and is not like a normal free trash. That's the way a link to it https://macphun.com/fxphotostudio . It can only evaluate are an avid fan of the photo.

Reply
avatar
Unknown delete 16 June 2016 at 00:56

Hi, thanks for sharing. It was very difficult to read this, your English is not up to par, it is a fact. I will definitely try the top 3 on this list. Good luck and keep on learning English. Lastly, I can recommend a good editor for PC https://macphun.com/fxphotostudio. If you like to edit the photo, this is what you need.

Reply


EmoticonEmoticon

Next article Next Post
Previous article Previous Post
 
< -->