-->
.

Wednesday 6 April 2016

Top best 5 apps jo dete hai aapko free mobile internet data

author photo

Top 5 apps that give free internet data, airtime on your mobile

5 Net Neutral Apps That Give You FreeMobile Internet Data


agar aapko free me mobile internet data mil jaye to issse acha kya ho skta hai isiliye aaj h laye hai top best 5 apps Jo aapko denge free mobile recharge and free mobile data ( 5 Net Neutral Apps That Give You Free
Mobile Internet Data) lekin aise karne wali company ki chipi huyi apni mansha hoti hai sayad yahi wajaj hai ki airtel 0 or Facebook ki free basic service ne net Naturety ki charcha janm de diya sawal yahi hai ki  company bina paise liye intebilrnet to de hi rahi hai par we chuninda website ko hi access karne ke liye majboor kar rahi hai or ye user ke liye faidemand to bilkul nahi hai net Naturety ko lekar India charcha pichle 1 year se chal rahi hai beette time ke sath sath naye pench samne aaye hai lekin market me kai aise app bhi mojood hai Jo aapko free me internet dete hai inki service me kuch bhi chipa huwa nahi hai ye sare apps prepaid users ke liye hai





Top 5 apps that give free internet data, airtime on your mobile

1) Gigato 

ye is category ka sabse best and better app hai gigato apne users ko app pad data kamane ka option deta hai iske liye aapko gigato app install karna hoga ye aap apko kai alag app ka sujhaw dega jinhe aap use karke data earn kar skte hai aam tor par kamaya gaya internet data in app ko use karne me kharch kiye gaye data se Jada hota hai bhale hi in app ko suruat me use karne par data ki khapat ho lekin baad me aap free data earn kar hi lenge


jab aap is app ko launch karenge to aapko is app me apps ki list milegi is list me wahi apps honge Jo aapke device me pehle se hi installed honge iske alawa gigato aapko free data ke liye kai app install karne ka sujhaw dega ye dekhte huye ki gigato me kai popular app pehle se mojood hai isliye aapko apne use karne ke tarike koi khas badlaw karne ki jarurat nahi hai

gigato app yaha se download kare






2) earn talk time 

earn talk time bahut had take gigato app jesa hi hai ye bhi aapko dusre app use karne ke  badle  me free data deta hai halanki iska tarika thoda alag hai gigato aapko apps par mobile deta istemal karne ke liye recharge deta hai jabki eran talktime app aapko pese deta hai jiska use aap prepaid recharge ke liye kar skte hai



agar aap aap droom app download karte hai to aap 5 rs kamayenge ya myntra app download karne par 20 rs Lybrate download karne or fir app par ek question poochne par aap 50 rs kamayenge


aap apne friends ko bhi is app ke baare me sujhaw dekar kama skte hai iske baad kamaye huye paise ka use internet data khreedne ke liye kiya ja sakta hai


earn talktime app yaha se download kare



3) PayTunes

gigato or earn talk time app par aapko talk time kamane ke liye alag alag kaam karne paste hai jabki paytunes app aapke ringtone ko ads se badalta hai iske baad aapko har call ke liye paise milte hai Paytunes har din aapke phone ki activities ka ka hissa ban jata hai






Paytunes bahut Jada nahi hai app par 1 rs kamane ke liye aapko 3 call ka jawab dena hoga agar aapko din me 15 phone call bhi aati hai to mahine me aap 150rs earn kar skte hai iska use mobikwick ke jariye data pack recharge karne ya koi bhi bill payment karne ke liye kiya ja skta hai

PayTunes app yaha se download kare




4) myADs 

ads dekhe or fir iske baare me kuch aasan question ke answer dekar paise earn kare iska concept itna clear hai ki hame aapko kuch bhi samjhane ki jarurat nahi hai aap WiFi network me ads dekh skte hai aapko or app download karne ki ya use karne ki bhi jarurat nahi hai


wese to ads dekhkar utna aasna nahi hai lekin 45 secound ke ads dekhne ke liye 8 rs milenge hame ek better option laga is paise ka upyog aap phone recharge karne ke liye ya mobile data khareedne ke liye kar skte hai

MyADs app yaha se download kare





5) phone ko recharge karke 

freecharge, paytm, Mobikwik, ya airtel money jese apps aapko online mobile recharge karne ka option to dete hi hai sath me kuch special deals or cash back offer bhi sath dete hai iska MATLAB hai ki jab aap apne phone ko recharge karte hai inmese kisi app ko use karke aap special offers ka faida bhi utha skte hai ye offers har din ke liye alag hote hai isliye mobile par 2-3 app install rakhe or recharge karne se pehle har
platform par offers ki janch kar le aisa karne se aap bahut pause bacha skte hai



I hope dosto is post se aapki kuch help huyi hogi is post me hamne bataya ki kis trah aap pause bacha skte hai kuch helpful and useful apps ki help se aaj ki post top best 5 apps Jo aapko dete hai free mobile recharge and free mobile data

This post have 2 comments


EmoticonEmoticon

Next article Next Post
Previous article Previous Post
 
< -->