-->
.

Friday 8 April 2016

top 5 free antivirus apps android phone ke liye 2018

author photo

5 best antivirus Android apps-Android Authority, best 5 antivirus apps android phone ke liye


top 5 apps  to solve Hanging problem in Android Smartphone

dosto kya aapka phone hang hora hai ?  kya aap phone hanging ki wajah se net sahi se use nahi kar paa rahe hai kya aake phone me virus hai to dosto ab chinta karne ki koi jarurat nahi hai ham leke aaye hai aapke liye Top 5 android Antivirus apps 2018 Free Jo aapke phone ko hanging se bachayenge or virus se bhi dosto  in top 5 best antivirus apps ko use karke aap befikar hokar  kisi bhi site se apps download kar skte hai





kahi apps antivirus ke name se fake apps bhi note hai jine download karne se aapka sirf nuksan hi hota hai faida nahi isliye hamari list ko dekhkar kare download top best 5 branded antivirus apps

Best Android Antivirus Apps 2018 - Mobile Security Software


1)  Kaspersky internet Security

kaspersky internet security automatic hi naye install apps ko scan karta hai kaspersky app play store se download kiye gaye apps ko bhi scan karta hai isme anti theft  features hai jese aapke sabhi phone data ko remote se erage Karna or jab koi galat koi password dal raha hai to uski photo bhi leta hai  agar aap more features chahte hai to aapko iska premium version buy karna hoga
kaspersky internet security app yaha se download kare



2) AVG AntiVirus 

AVG AntiVirus kafi badiya app hai kyonki ye device ke performance ya battery par koi asar nahi dalega AVG AntiVirus basic virus scanning jese features se less hai lekin anti theft features jese wrong password dalne wale person ki photo lene wale features kewal premium version me hi milenge

AVG antivirus yaha se download kare


3) Avast antivirus 

desktop antivirus software ke liye avast kafi solid app hai ye Android par bhi better performance karta hai iska user interface kafi accha hai Jo basic features jese virus scanning or removel offer karta hai iske sath hi ye password lock ke do apps free me deta hai taki aap apne dost ko apna phone bina kisi problem ke de sako kyonki aapke phone ki gallery lock rahegi or use koi dekh nahi sakega

Avast antivirus app yaha se download kare




4) CM Security 

popular antivirus apps me CM security android ke liye sabse Jada popular app hai iske liye iske liye kafi sare positive user reviews bhi mile hai isme virus scanning, removel,  app lock or agar in apps ko use karte time kisi ne wrong password dala to CM security app photo bhi le skta hai jab aap apna sahi code dalte hai to aapki picture ke sath ye bhi dikh jayega ki aapke apps ko kisi ne access karne ki koshis ki hai

CM security app yaha se download kare



360 Antivirus 

security 360 bhi aapke liye ek best antivirus ho skta hai ye app ab tak 100+ million se Jada baar download ho chuka hai iski popularity ko dekh kar aap iska anuman laga skte hai ye bhi apps and games ko scan karta hai aap ise yaha se download kare


to dosto ye the top 5 antivirus software (apps) jinko download karke aap apne phone ko virus, hanging se protect kar skte hai aaj ki post top 5 android antivirus apps 2018 free ( 5 Best Android Antivirus Apps 2018 - Mobile Security Software






1 comments:

avatar
Unknown delete 6 July 2016 at 12:45

List of Top Free Antivirus - http://softwareall4.blogspot.in/2016/06/free-antivirus-2017.html

Reply


EmoticonEmoticon

Next article Next Post
Previous article Previous Post
 
< -->