-->
.

Tuesday 5 April 2016

top 10 camera and photography apps android or iOS ke liye

author photo


10 Great Camera and Photography Apps for Everyone



10 Great Camera and Photography Apps for Everyone 



smartphone camera in dino sabse Jada istemal kiya Jane wala camera ban chuka hai camera role ke sath photo khinchne wale din puri trah se lad chuke hai isiliye ham leke aaye hai top 10 camera and photography apps android or iOS ke liye ab smartphone camera ka jamana hai jadatar log apne flagship smartphone ke camere se li gayi photos se santust nahi hote aise me users ke liye un photo photography apps ko dekhna jaruri hai jinse WO acchi photos to le hi skte  hai  sath me photos ko edit bhi kar skte hai chahe aap ek aise app ki talash me ho jisse photo le sake ya fir apni photo ko edit kar sake aaj ki date me aapke pass kahi tarike moujood hai aam  users ke liye ye top best 10 photography apps





1) VSCO


VSCO ka use camera app ke sath edit tool ke tor par kiya ja skta hai ye kai shandar filter se less hai iski community majhedar hai or app ke andar sabhi filter mojood hai

ye app ek baar use karne layak hai
VSCO app download yaha se kare




2) Instagram

hali ke dino me instagram bahut popular huwa hai ab jab baat photography apps ki ho Rahi hai to instagram name to aayega hi instagram ek aisa app hai jahan uses apni photo edit or mamulee badlaw karke poore world ke liye share karte hai or agar aapka man smartphone  photography me hai to is app ko jarur install kare

instagram app ko yaha se download kare




3) over 

over ek better app hai jahan apni photo edit kar skte hai or unpar custom text ya artwork  bhi add kiya ja skta hai is app me aapko alag alag fount or artwork ke kai option milenge iski over ki help se aap Professional  image se lekar happy birth day messages wali image bhi bana skte hai halanki ye app free nahi hai

over app yaha se download kare



4) Google camera 

Google ne apne sare apps ko os ke sath add kar rakha hai or os update jari karke apne sare apps me lagatar sudhar karti rehti hai Google cemera app android 4.4 ya usse uppar ke sabhi versions par work karta hai isme kai majhedar features hai interface bahut hi aasan hai or aap lense buler jese effect ka bhi stemal kar skte ho

Google camera app yaha se download kare




5) Camera  +

camera plus (+) iOS device par sabse Jada  use kiya  Jane wala camera app hai is platform par aapke liye sare option hai photo lene se lekar photo edit karne tak or fir unhe share karna camera + me kuch best and better features hai. aapko ye app iOS par Jada better lagega

is app ko yaha se download kare




6) Pixlr – Free Photo Editor

auto desk ka pixlr app sabhi ke liye useful and help ful hai iski help se aap colon bana skte hai photos ko kai trah se manage kar skte hai or unhe share bhi kar skte hai pixlr pehle to aapko booring lagega lekin iska better interface or kai shandar features ise use karne ke yogya banate hai

pixlr ko yaha se download kare





7) Pixelmator

pixelmator ek bahut hi power full photo editing app hai iska interface itna shandar hai ki adobe Photoshop bhi feeka pad jayega pixelmator advance photo editing ke liye better hai iski wajah hai repear or editing tools aap apni pic ko or better bana skte hai

pixelmator yaha se download kare





8) ProShot 

proshot android par photography se anjan logon ko bhi apne behtreen interface ki help se use karne ka moka deta hai isme kai aide features mojood hai Jo hame Professional camere me milte hai jese ki histogram or grenual bstrs mode control proshot ka ye ek majhedar demo hai jisse iske work karne ke baare me pata chalta hai

proshot yaha se download kare





9) Snapseed

Google ka snapseed ek or and better quality wala Professional  photo editing app hai iski sabse best baat hai ki user kisi trah se photo me effect dete hai sab kuch gecher se control kiya ja skta  hai aap editing ke doran stemal kite gaye leyar ko bhi hata skte hai

ye app yaha se download kare





10) Lumy 

lumy bahut hi sadharan app hai ise use karna bhi easy hai Jo ek kaam better dhang se karta hai yaha aapko batata hai ki photography ka sabse acha time kab hai

lumy app ko yaha se download kare




dosto top best  10 camera photography apps aapke samne hai agar aapki pasand ka koi best android editor app is list me nahi hai to aap niche comment box me name bata skte hai ki kon sa appn reh gaya ham post ko update karke WO app bhi add karenge







This post have 0 comments


EmoticonEmoticon

Next article Next Post
Previous article Previous Post
 
< -->