-->
.

Wednesday 17 February 2016

hindi me jane YouTube video ko background me kaise chalate hai

author photo


hindi me Jane ab YouTube par audio video ko background me kaise chalate hai


users ke liye YouTube app ki sabse badi problem ye hai ki isme video ko background me chalane ka feature nahi diya gaya hai agar aapko gana sunna hai to aap dusre kam nahi kar skte jese ki kisi or browser me jayenge ya screen lock karenge to YouTube bhi band ho jayega aise me agar aapko koi gana ya video kaam karte karte ya Facebook chalate chalate dekhna hai to kaise karenge par aisa nahi hai ham aapke liye leke aaye hai ek aisa android software jiski madad se aap YouTube video, audio ko background me bhi chala skte hai



is post me ham aapko 2 methods batayenge YouTube ko background me chalane ke aap 2 methods mese kisi ek ko use kar skte ho ya fir dono ko use kar skte ho





Awesome Pop-up Video app






is Awesome Pop-up Video android app  ki help se YouTube ka pop-up bna kar choti screen me  suna ja skta hai aise me ise aap screen ke corner me rakhke doosra kaam bhi kar skte hai YouTube ke video chalte rahenge ise aap screen par bhi move kara skte hai




kaise kare YouTube ke liye  Awesome Pop-up Video app use ??




method-:1


sabse pehle Awesome Pop-up Video app ko download kare download karne ke liye yaha click kare  apne mobile browser ko use karke www.YouTube.com khole or jo bhi video dekhna/sunna ho use search kare iske baad browser ke search baar me long press karke url ko copy kar le






ab Awesome Pop-up Video app ko ko open kare or iske url box me long tep karke jo url YouTube se copy kiya tha use paste kar de ab yaha aapko "play" button dikhega is me click kar de





ab aapki screen senter me ek pop-up dikhega Jise aap phone ki screen ke kisi bhi part me le ja skte hai ise  band karne ke liye "X" ka pryog karke video ko background me dekh skte hai



Mozilla Firefox browser ki help se chalaye YouTube audio video ko background me 





method-:2



sabae pehle aap apne smartphone me Mozilla Firefox browser download kare download karne ke liye yaha click kare
ab browser ko install karke open kare
ab browser me www.YouTube.com search kare or YouTube site ko khole




ab aapki jo video dekhna hai ya game sunne hai aap wo search kare or play kare dyaan rakhe yaha aapko YouTube app nahi kholna hai







ab aap mobile ka screen lock bhi karenge to fir bhi YouTube par gane bajte rahenge agar aap kuch or kaam karenge kisi dusre browser me jake fir bhi gane bajte rahenge or aap enjoy karte rahenge



dosto kaisi lagi aajki post YouTube ko  background me kaise chalate hai ya yun kahe ki YouTube me audio, video ko background me kaise chalate hai agar hamari ye post aapko pasand aayi ho to plz niche diye gaye + ke button ko press karke hamari is post ko facebook, twitter, google+ par share kare or YouTube ko background me use karne me koi bhi problem ho to hame comments kare-:)

This post have 3 comments

avatar
Unknown delete 2 March 2016 at 09:24

freee domain kaise register karte hai,wifi ka password kaise hack kare etc interesting trick janne ke liye is site ko visit kare.

www.knowinhindifornet.com

Reply
avatar
Ammi Singh delete 5 May 2016 at 11:01

hello readers hamare sath bane rahe tekonly par or kisi bhi tricks ko Hindi me Jane aap hame bata bhi skte hai ki aapko kya nahi aata ham uski post banayenge or apni site par upload katenge taki aap log sab kuch Sikh sake Hindi me
bane rahe tekonly.com ke sath or sabkuch Hindi me Jane thanks-:)

Reply


EmoticonEmoticon

Next article Next Post
Previous article Previous Post
 
< -->