-->
.

Sunday 14 February 2016

gmail account kaise banate hai 2018 | Hindi Me Help

author photo

hindi me jane gmail account kaise banate hai, gmaile par email kaise banate hai
Gmail account kaise banate hai 


gmail account kaise banate hai 2018 | Hindi Me Help:
jab aap naya naya android phone lete honge to aap ke man me android phone ke features kr prti kahi sawal uthte honge jese ki
gmail account kaise banaye ??
gmail account kaise banega ??
gmail account kyo jaruri hai ??
play store kyo nahi chal ra hai ??
play store ke liye gmail account kaise banaye ??
is prakar ke kahi sawal aapke man me aate honge







to dosto jab aap naya android phone lete ho to uske liye gmail account kaise banye is baare me aaj ye post likh raha hun




gmail account kyo banaye ??


hamare android phone ke liye gmail account kitna jaruri hai wo to sab jante hi honge agar nahi bhi jante hai to mai aapko bta dun ki jab hamare phone me gmail account banega tab hi ham apne android phone me apps and games download kar skte hai play store ki madad se agar aapka gmail account nahi hoga to play store nahi chalega or ham gmail account se ham bina number ke facebook I'd bhi bana skte hai uski jankari mai aapko agli post me dunga
aap ye smjhlo ki hamare internet se related saare kaam gmail account se hi hotel hai agar gmail account nahi hoga to hamare internet se related kaam atak jayenge gmail account kaise banate hai 2018 | Hindi Me Help







Gmail account banane ke liye kya kya chahiye ??



gmail account banane ke liye chahiye

1) ek android phone
2) internet connection



gmail account kaise banate hai ??

sabse pehle aap apne android phone ki settings me jaye ab screen shot dekhe


gmail id kaise banate hai, gmail par id kaise bnaate hai


1) + add account par click kare
2) ab Google par click kare
3) ab New account par click kare

gmail par email kaise banate hai, android phone me gmail id kaise bamate hai



1) apna first name or last name dale jese maine dala hai Ammi Singh

2) ab apne jis name  ka gmail account banana hai wo daliye jese maine maine dala hai ammisingh443@gmail .com

3) ab apna 8 ank  ka password bhare or next ki button par click kar de

gmail account kaise banate hai, tekonly.com



1) ab aap chahe to re Set recovery option par click karke recovery email ya recovery number bhar skte hai isse aapka gmail account hack bhi nahi hoga or agar aap gmail ka  password bhuloge to recover kar pawoge aap jo recovery email wa number daal rahe ho use bhi yad rakhe aapke kaam aa akta hai



2) recovery email wa number dal de

3) or i accept par click kar de


ab aapki ek captcha bharne ko aayega jisme ek photo par kuch is type ka likha hoga AhH3hv wo bharna hai or next ki button par click karna hai



lo ji ab aapka gmail account ready hai ab aap play store se games or apps ko download kar skte ho gmail se facebook bana skte ho or bhi bahut kuch kar skte ho "gmail account kaise banate hai 2018 | Hindi Me Help"




I hope aapko hamare ye "gmail account kaise banaye 2018" hindi me Jane bahut pasand aayi hogi is trah choti badi jankari ham dete rahenge hamare sath bane rahe thank  you -:) 

This post have 2 comments

avatar
Unknown delete 12 May 2017 at 13:30

Bro id hacking ka trick b dalo k id last hack krty ha simple method ho

Reply
avatar
ganesh singh delete 28 August 2017 at 18:23

bhaiya mera gmail account to bnd ho gaya yr khul hi nahi ra h usse fb account v tha ab fb ka pass bhul gaya gmail khul ni ra h recovery pas kaise karu help yr plzzzuuu

Reply


EmoticonEmoticon

Next article Next Post
Previous article Previous Post
 
< -->