-->
.

Saturday 31 October 2015

Android Phone Ko Root Kaise Kare (without PC)

author photo

Hello dosto mai aaj aapko batawunga ki android phone ko Root Kaise karte hai or Root karne ke kya kya faide hai or kis trah aap apne smartphone ko root karke better banaye aaj ki post me mai aapko king root se android phone ko root karna batawunga ki KingRoot app se phone ko root kaise kare without pc




Android-phone-ko-root-kaise-kare-without-pc
How to root android phone without pc

Android phone ko root karne ke faide
Phone ko root karne se ham apne android device ko apne control me rakha skte hai ham kuch bhi customize kar sakte hai  Jo ki unrooted phone kabhi nahi kar sakte 

play:

Rooted device se kya kya kiya ja sakta hai 
Android rooted phone se ham phone ki ram increase kar sakte hai, WiFi password hack kar sakte hai, android phone ki screen video recording kar sakte hai, phone ki android I'd, IMEI Number Change , device I'd change, phone ke root ho Jane ke baad aap device me system apps ko bhi uninstall kar sakte hai or custom ROM install karke device ko kabhi bhi update kar sakte hai or bhi bahut kuch ham android rooted device se kar sakte hai

Android phone ko Root Kaise Karte (without PC)

1) Sabse pehle apne android phone me KingRoot Name ka software yaha se download kare  KingRoot App

2) app king root app ko open kare or aapko screen par "Root" likha najar aayega uspar click kare
3) fir aapki Rooting ki process start ho jayegi Jo ki percentage %  me hogi
4) fir 100% poore hone par rooting process complete ho jayegi or aapka phone without PC root ho jayega

Or agar aapke baar baar try karne par bhi king root se phone root nahi hota hai to aap ye post pade isme Maine bataya hai ki android phone ko root kaise kare in top 5 apps se ( 5 method )

To dosto ab aap ka ye sawal khatam ho gaya hoga ki android phone ko root kaise kare without PC ke or agar nahi huwa hai to comment kare agar mujhe pata hoga to aapki Hindi me help jarur karunga thanks-:)



This post have 6 comments

avatar
newefuture delete 24 January 2016 at 07:44

Bhai mai ye janna chahta hu ki mai apne blog pe 50 post dale hai google par bhi submit kiya hai lekin mere site par daily 4se 5 traffic aate hai jyada traffic ke liye mai kya kare

Reply
avatar
Unknown delete 1 April 2016 at 08:10

Mera mobile root nai ho raha hai is app se

Reply
avatar
Ammi Singh delete 3 April 2016 at 05:12

king root ka 4.5 version download karo bhai ho jayega root phone

Reply
avatar
Unknown delete 21 May 2016 at 23:40

bhai g nhi hora plz help me ksa karu apna phone root

Reply
avatar
Ammi Singh delete 22 May 2016 at 00:31

bro aapka phone lollipop me hai ya kitkat me agar lollipop mai hai to king root ka 5.4 version download karo agar KitKat me hai to koi bhi version chalega

Reply
avatar
Unknown delete 21 August 2016 at 03:32

ho ga bhi hack ki nahi phli bat ki maine share root app ko check kr liya hai vo root hi nahi ho raha hai to kaise karu root
phn samsung glaxy core 2

Reply


EmoticonEmoticon

Next article Next Post
Previous article Previous Post
 
< -->